Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai
ek dafaa mujhe mila kyun nahi
Tu mila mujhe shaam ke mod pe
subah tu mujhe mila kyun nahi
zindagi jab berang ho chali
kyun dhoop ban kar tu khila nahi
Tu mujhe kist-kist mila kyun hai
ek dafaa mujhe mila kyun nahi
Garr tu hai shankh mere naseeb ka
to kyun sukoon mujhe mila nahi
Labb pe garr hai khamoshi meri
to dastaan meri tu abhi tak kyun suna nahi
Mai wo shaam hu jiski subah...
mai wo shaam hu jiski subah dekhi nahi kabhi parindo ne
Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai
ek dafaa mujhe mila kyun nahi
ek dafaa mujhe mila kyun nahi
Tu mila mujhe shaam ke mod pe
subah tu mujhe mila kyun nahi
zindagi jab berang ho chali
kyun dhoop ban kar tu khila nahi
Tu mujhe kist-kist mila kyun hai
ek dafaa mujhe mila kyun nahi
Garr tu hai shankh mere naseeb ka
to kyun sukoon mujhe mila nahi
Labb pe garr hai khamoshi meri
to dastaan meri tu abhi tak kyun suna nahi
Mai wo shaam hu jiski subah...
mai wo shaam hu jiski subah dekhi nahi kabhi parindo ne
Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai
ek dafaa mujhe mila kyun nahi