Wednesday, May 20, 2020

आख़िरी ख़त

आख़िरी ख़त जब तुमने लिखा होगा
मेरे नाम का

लिखते वक़्त कुछ याद आई होगी
भूली बिसरी बाते हमारी

हर एक लम्हा हमारे महोब्बत का
तेरे ख़त को बयां कर रहा होगा

तू चाहे जितने भी दूर होने की वजह दे दे
तेरी हर धड़कन में मेरा ही नाम होगा

तूने शायद लिया ना हो मेरा नाम
पर तेरी भींगी पलकों की नमी
वफ़ा का सबूत होगा


Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai

Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai ek dafaa mujhe mila kyun nahi Tu mila mujhe shaam ke mod pe subah tu mujhe mila kyun nahi zindagi jab berang ho chali kyun dhoop ban kar tu khila nahi Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai ek dafaa mujhe mila kyun nahi Garr tu hai shankh mere naseeb ka to kyun sukoon mujhe mila nahi labb pe garr hai khamoshi meri to dastaaan meri tu abhi tak kyun suna nahi Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai ek dafaa mujhe mila kyun nahi Mai wo shaam hu jiski subah... mai wo shaam hu jiski subah dekhi nahi kabhi parindo ne Tu mujhe kist-kist me mila kyun hai ek dafaa mujhe mila kyun nahi

Tumhari jeevansathi


Jab bhi kabhi
Mai khud ko akela paati hu
Tum har waqt mere
sath hote ho

Mai kuch kahu ya na kahu
Pr tumhare sath hone ka
Har waqt shukriya krti hu

Tum mera bita kal the
Tum hi mere aj ho..

Mere zindgi ke har ek lamhe me
hmesha tum hi tum rhoge
Ye bat har waqt mai
khud se kehti hu

Tere ish sath ka shukriyada tujhse shayd kbhi naa kru
Par sach kahu to ush khuda se hr waqt
Sajda kiya krti hu
                       Tumhari jeevansathi

दोस्ती

  कहाँ से शुरू करू  दोस्ती के मतलब बताना थाम ले जो हाथ  बिन मेरे कुछ बोले वो है असली दोस्त कहाँ से शुरू करू दोस्ती की दहलीज़  पर खड़े हो कर  ब...